Intex indie 5 [4G] android smartphone price, features, specifications details

Share:

 Intex indie 5 price, intex indie 5 features, intex indie 5 smartphone full details, intex indie 5 android phone details, intex indie 5 4g phone price in india, intex indie 5 full specification, intex indie 5 review hindi, intex indie 5 mobile phone Jankari, Intex indie 5 battery capacity, camera, ram, internal storage and full info.

android smartphone


Indian mobile company intex ka yah cheap price wale 4G mobile hai. yah phone low price mein achi features de rahi hai. jo log kam budget me ek acche features wale new smartphone search kar rahe hai unke liye Intex ka indie 5 ek behtar phone ho sakta hai. is model me pahle ki tulna me ram,battery capacity, aur storage achi mil rahi hai. to yaha ham aapko Intex indie 5 phone ke bare sabhi jankari de rahe hai. jo aapko phone kharidne se pahle kaam aayegi.


Inex indie 5 full mobile info

Storage
Ram - 2GB
Internal memory - 16 GB
External memory - 128GB

Ram - 2GB
kisi bhi smartphone me ram ek main part hota hai. jitni adhik ram hogi utna hi fast aapka mobile kaam karega. aur games software run karne par slow nahi hota. to yaha par Intex indie 5 me 2gb ki ram mil rahi hai jo normal usage ke liye kafi hai.

Internal storage - 16GB
Ram ke alawa agar baat kare is phone me internal storage ki to isme aapko 16gb ki internal space milti hai. jisme aapko use karne ke liye 10 se 12 gb milenge itne space par bina memory card lagaye data file store kar ke rakh sakte hai.

Read also : 

Expandable storage - 128GB
Intex indie 5 me 128gb ki high capacity ki external memory card lagane ki suvidha milti hai. itne space me kafi adhik sankhya me media data file store karke rakh sakte hai.

Camera
Back camera - 8megapixel (with led flash)
Front camera - 8 megapixel (with led flash)
Intex indie5 me saamne aur piche dono ka camera 8 megapixel ke sath aate hai. jisme led flash light ki bhi suvidha di gai hai. jo night me bhi achi image le sakte hai.


Battery - 4000mah
In sabke alawa kisi bhi phone me battery capacity, mah bahut hi important rakhta hai. jitni adhik battery mah hogi utni hi adhik time tak mobile chalti rahegi. to is phone me 4000mah ki battery capacity mil rahi hai. jo kafi achi hai. isme aapko bar bar charge karne ki jarurat nahi padegi.



 Read : 




Intex indie5 all features specs details

  1. Release date - July 2018
  2. Model name - Intex indie 5
  3. Screen size - 5 inches
  4. Screen resolution - 720×1280
  5. Ram - 2GB
  6. Internal storage - 16GB
  7. Expandable storage - 128GB
  8. Camera - 8mp front and back (with led flash)
  9. Operating system - android 7.0 nought
  10. Processor - mediaTek MT6737
  11. Processor speed - 1.25GHz
  12. Processor type - quade core
  13. Battery capacity - 4000mah
  14. Sim - dual (GSM)
  15. Sim type - micro
  16. Network - 2g,3g,4g supported
  17. Mobile weight - 162 gram
  18. Display type - ips lcd
  19. Gps - yes
  20. Wifi - yes
  21. Bluetooth - yes,v.4.00
  22. Usb otg - yes
  23. Fm radio - yes
  24. Colors - black

 Read : 





Intex indie 5 price 

Flipkart -  Rs . 4,999

Note - mobile ki price alag-alag site par different hota hai. sath hi market price bhi alag hota hai. aur time to time price kam jyada hoti rahti hai. to aap mobile kharidne se pahle price ek baar jarur check karle.

No comments