Mausam ki jankari kaise dekhe mobile me | aaj ka mausam check kaise kare weather

Share:
मोबाइल में मौसम कैसे देखें Waise toh Abhi Tak aap mausam ki jankari TV par news channel main Dekhte Aaye Hain. Jis mein daily aur har ghante ki weather report update ya bataya jata hai. Jaise Mausam kharab hona, Adhik Barish hona, Samudra Mein Toofan Aane, mausam ka temperature high hona Ya Adhik thand(cool) hona, Baadh(flood), Bhukamp (earthquake) Aane Jaise problem ka purvanuman yani forecast reports bataya jata hai.


Lekin Ye zaroori nahi ki. har time Hamare Paas television ho. ya anytime usme weather ki jaankari bataye. maanlo aapko Ghar Se Kahi Bahar jana Ho. yeah Aap Kahin Doosre Jagah Pe Ho To waha ka Mausam kharab hone Jaisi samasya aaye to. iski jankari Hona aapke Liye bahut jaroori hai. Ho sakta hai Wahan ka mausam bahut jyada kharab ho jaaye.


weather report check kaise kare online



To in Sabki jankari aapko Pehle Se pata chal jaye. ya aap Kahi bhi weather ki jankari Le sake. to iske liye mobile sabse best tarika ya sadhan ho sakta hai.


Mobile aur Internet ki madad Se Hum online Apne area,City,country Jaise Kisi bhi Jagah ke mausam ki jankari Kahi bhi aur kabhi bhi turant prapt kar sakte hain.

* Mobile Se Mausam Ki Jankari Check Karne Ke 3 Best Tarike Hai.

  1. Google par direct weather type kar aur search karke.
  2. Online weather ki website par visit karke.
  3. Weather application se.

To chaliye ham tino tarike se mausam(weather) ki jaankari kaise pata kare. yah dekhte hai.

(1) Google par search kar:-

Yah ek best tarika hai. Apne exact location,area ki weather detail direct home par dekhne ke liye.

kaise check kare:-

  • Pahle apne mobile ki location aur internet data on karle.
  • Ab google chrome browser open kare.
  • Google ke search box me weather likhkar search kare.

मोबाइल में मौसम कैसे देखें


Top ab aap dekh sakte hain. search karne ke baad Google ke homepage par hi aapke area,city,state ka naam dikhega aur waha ke  Mausam ke baare mein kuch details Show karega.  Jaise us time waha ka temperature kitna hai. aur Aane Wala temperature,mausam kaisa rahega. iske alawa weather~ precip: %, humidity: %, wind: % ye sabhi jaankari aapko home page par milega. jyada jaankari ke liye niche iske site par click kar sakte hai.


Ye bhi padhe :

1.गाड़ी नंबर से जाने मालिक का नाम | how to get vehicle owner details

2.Mobile se google map par missing address kaise dale in hindi


(2) Online weather website se:-


[1] weather.com

 Yeh sabse number 1, best, popular website hai mausam ki jankari pata karne ke liye. aap is website se apne area ke sath-sath world wide kisi bhi jagah ke weather report/mousam ki jaankari le sakte hai. weather.com par hourly, har ghante ki mousam detail, full forecast(mausam)  ka purvanuman maps aur radar ke madhyam se bhi mausam ki puri jankari le sakte hai.

[2] Accuweather.com

Yah site bhi sabse popular website me se ek hai. accuweather ki site se aap apne area aur world ke kisi bhi jagah ki. location search kar. waha ke mausam ke bare me puri detail jaan sakte hai. AccuWeather.com ki website se aap current conditions,hourly forecast,3day forecast,extended forecast,weekend,month outlook,maps,home&garden forecast. jaisi sabhi jankari aap is site se prapt kar sakte hai. 


Skymetweather bhi ek bahut hi badhiya website hai. weather ki jankari ke liye. is site se aap india ki alag-alag languages me mousam ki information check kar sakte hai. skymetweather.com par aap kisi bhi jagah ke location search kar waha ke weather temprature,wind(hava) ki speed km/h.s. nami,varsa,barish kaisi hogi. kya anuman (forecast) hai. ye sabhi details is site se dekh sakte hai.



(3) Weather application se:-

Mobile application se bhi aap wo sabhi jaankari le sakte hai. jo website par hoti hai. yaha par mai aapko top 5 weather application ki list de raha hu. jise aap click kar. google play store par jaakar download kar sakte hai.

  1. weather & clock widget android
  2. Accuweather
  3. Weather & radar
  4. weather live
To friends in three types se aap mausam ki puri jaankari apne mobile par kabhi bhi aur kahi bhi le sakte hai. aapko jo tarika best lage us tarike se weather report,details check kar sakte hai.



Tags:
barish ki jankari
barish kab hogi
aaj ka mausam ka hal
weather report today
barish kab hogi 2019
barish kab hogi today
aaj ki barish
kal barish hogi
barish dekhne wala apps

2 comments:

  1. Bahut Achi Post Hai Or Aapka Blog Bhi Badiya Hai
    My Blog www.hindimeseva.com

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thanks dilip ji aapka blog bhi bahut accha hai.

      Delete