Whatsapp Par New ID Ya Account Kaise Banaye Whatsapp Download Kaise Kare

Share:
In this post ham aapko batane wale hai. whatsapp kya hai. whatsapp download kaise kare. whatsapp id kaise banaen. whatsapp ka use kaise kare. how to create an account on whatsapp. how to download whatsapp. व्हाट्सएप आईडी कैसे बनाएं.


whatsapp id kaise banaen व्हाट्सएप आईडी बनाना है


Whatsapp messenger ko 2009 me Brian Acton and Jan Koum ne banaya tha. jo dekhte hi dekhte yah aaj itna popular ho gaya hai ki iske users google play store par 5billion yani 5Arab se bhi jyada hogaya hai. aur yah sankhya aage bhi badhne wali hai. whatsapp ko facebook inc. ne 19 february 2014 ko khareed liya tha. jo ab facebook ke under me chal rahi hai.


Whatsapp Kya Hai

(what is whatsapp)

Whatsapp american proprietary cross platform instant messaging software, social networking app hai. jaha par ham kewal internet shulk se hi is app se bina koi dusri kharch ke free message, photos, videos, bhejne aur video call, audio call karne jaisi suvidha ka labh utha sakte hai.


Whatsapp ne sms karne ke tarike ko puri tarah se badal kar rakh diya hai. kuch salon pahle log text message ke jariye sms kiya karte the. jisme ek recharge par ek suvidha milti thi. jiska price bhi kafi costly hota tha. lekin whatsapp ke aane se ab lagbhag text message ka chalan bahut kam ho gaya hai. kyonki whatsapp me aapko kewal internet recharge me hi sms, photos, videos, document send karne and video call, audio calling ki suvidha ek hi jagah uplabdh ho jati hai.


ये भी पढ़े :


1.Whatsapp me number kaise save kare? व्हाट्सएप में नम्बर कैसे जोड़े

2.Whatsapp पर photo कैसे भेजे दुसरो को


Whatsapp App Download Kaise Kare.

(how to download whatsapp messenger)

whatsapp filhaal har mobile ke liye har operating system me available hai. Jaise :- iOS/Android/Blackberry OS/Blackberry10/Windows phone/Nokia series40/Symbian/Tizen/Firefox os. jio phone etc.

Download steps :- whatsapp app download karna hai to iske liye niche bataye gaye steps ko follow kare.


For Android userse

  • Sabse pahle aap apne phone me google play store app open kare.
  • Ab google play store par whatsapp type kar search kare.
  • Ab install button par click kare. Ya aap direct yaha se click karke bhi download kar sakte hai. 

➦ Download Whatsapp. 

whatsapp id kaise banaye


whatsapp id kaise banate hain

yaha aapko dhyaan dena hai ki play store par whatsapp jaise dikhne wale aur bhi apps ho sakte hai. jinhe install na kare. real whatsapp par whatsapp messenger aur whatsapp inc. likha hoga. aur iski download sankhya 5billion hai.


2.Whatsapp के photos videos को gallery में आने से कैसे रोके या hide kare



Whatsapp Account Kaise Banaye. ( व्हाट्सएप आईडी कैसे बनाते हैं )

Whatsapp par account banana bahut easy hai. iske liye aap apne kisi bhi mobile number ka istemal kar sakte hai. agar wah number aapke phone me maujud hai to acchi baat hai. agar dusre mobile me hai to bhi bana sakte hai. lekin wah phone aapke pass hona chahiye. kyonki whatsapp aapke number par sms ke jariye 6digit ka code bhejta hai. jise enter kar mobile number verify karna hota hai. to chaliye dekhte hai step by step.


Step - 1 Choose Your Language - Sabse pahle aapko yaha apna koi ek language select karna hai, aur arrow ke button par click karna hai.

whatsapp id kaise banti hai



Step - 2  Agree and Continue -  Ab yaha Agree and Continue par click kare.


whatsapp account kaise banaye



Step - 3 Enter Phone Number - Ab apna mobile number enter kare jisse aap whatsapp id create karna chahte hai, iske baad niche next par click kare.

Is this the correct number - Ab ek popup open hoga jisme likha hoga ki yah number correct hai, to sahi hai to niche yes option par click kare.

व्हाट्सएप आईडी कैसे बनाएं




Step - 4  Verify Your Number - Ab aapke mobile number par 6 digit ka code aaya hoga use yaha enter kar verify kare. agar phone me wah number hai to automatic verify ho jaayega.


व्हाट्सएप आईडी कैसे बनाते हैं




Step - 5 Contact And Media - Ab apne phone ke contacts, photos, videos, media file ko whatsapp par access karne ke liye allow karne ko kaha jayega. to iske liye aap continue par click kar aage contacts and media file ko allow kare.

whatsapp id kaise banaen




Step - 6  Set Profile Photo / Name - Aage aapko apna naam aur profile photo upload karne ko kaha jayega. to yaha apna name enter kar photo upload kar sakte hai. agar abhi nahi karna chahte to next par click kare.

व्हाट्सएप आईडी कैसे बनाएं




To ab aapka whatsapp account id ban chuka hai. niche aap image me dekh sakte hai. whatsapp account create hone ke baad kaisa dikhega.


व्हाट्सएप आईडी कैसे बनाते हैं




Ab aap apne friend ko invite karne ya unka already hai. to search ke option se apne dost ka mobile number enter kare ya unka naam type karenge to unka profile dikhai dega. fir us par click kar chatting, photos videos share and whatsapp audio, video calling kar sakte hai.


ये भी पढ़े :




To friends yaha hamne whatsapp ki choti si jankari jisme whatsapp kya hai, whatsapp account kaise banaye, whatsapp app download kaise kare ke bare me bataya agar aapko whatsapp ki aur jankari chahiye to comment karke puch sakte hai. aur is article ko apne friends ke sath share kare.


व्हाट्सएप आईडी बनाने का तरीका आप वीडियो में भी देख सकते है.


No comments